Song "Aajkal Ki Ladkiyan" from Movie "Chal Mere Bhai" where guy is explaining the Modern Girls
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Hoy aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Kisi ko dil mein rakhti hain
Hey kisiko dil mein rakhti hain
Kisi pe marti hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Dekh ke kisi bhi ladki ko
Aah bharte hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Ek to hai ye teekhi lauki uspe neem chadhi han uspe neem chadhi
Kad iska chhota hai lekin karti baat badi
Mujhe pata hai darta hai ye peetar aur pater se petar aur pater se
Humse kehta hai ye lad jayega jaake sher se
Iska chehra thoda thoda milta hai salman se
Khud ko hero samjhe na ye kehdo is nadaan se
Uchi Uchi sandal uspe pehan ke kaala chashma
Bane heroine samjhe dekho khud ko ye karishma
Aaj kal ki titliyaan kamaal karti hain
Aaj kal ki titliyaan kamaal karti hain
Kisi ko dil mein rakhti hain
Kisi pe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Dekho yaaron ek bandariya chale hans ki chaal chale hans ki chaal
Gaana aur bajaana chaahe na samjhe sur taal
Mile jise na vo kehta hai khatta hai angoor khatta hai angoor
Aise ladkon se aksar rehti hoon main dur
Har ladki mujhko chaahe mujh mein hai aisi baat
Dekh dekhke mujhko hai chalti to ye din raat
Chal mere bhai panga na le iss se tu bekaar mein
Kahin lipat jayega jaake is bijlike taar mein
Aaj kal ki bijliyaan kamaal karti hain
Aaj kal ki bijliyaan kamaal karti hain
Kisiko dil mein rakhti hain
Kisipe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Phoolon ke ras mein nahaai hai taaron ki duniya se aayi hai
Roop suhaana tu paai hai sabke dilon pe chhayi hai
Tu jis ghar mein jayegi saare andhere mitayegi
Khushiyon ke deep jalayegi sabka naseeb jagayegi
Aaj kal ki chhoriyaan kamaal karti hain
Aaj kal ki chhoriyaan kamaal karti hain
Kisiko dil mein rakhti hain kisi pe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain...

No comments:
Post a Comment